Friday, 14 October 2016

Relaince Jio ki Speed kaise badaye(UPTO 20 MBPS)

Hello dosto,
Aapka mere blog pe swagat hai.aaj main aapko jio ki speed kaise badate hai uske bare me bataunga.jio company jab launch huyi thi tab uski 4G speed 52 mbps tak napi gayi thi lekin yaha s0eed ab kbps me aa gayi hai iska karan bahut se users h.so dont worry main aapko aaj aisa tarika bataunga jisase aapke jio sim ki speed  20 MBPS tak bad sakti h

Jio ki internet speed increase katne ka aasan tarika

Aapke phone ki network settings alag hone ki wajah se bhi download speed slow ho sakti hai.. isliye aapko ise change karne ki jarurat hogi..

* Sabse pehle apne phone ki Settings me jakar Network Setting ko select kare..

* Ab Access Point par click karo..

* Yaha aapko Jio 4G dikhega, isko kuch na kare, or

* Upar Add par click kare..

➡ Ab yaha ek form jaisa khulega, Usme yeh Bhare

Name : Jio4G

APN – jionet

APN Type – Default

Proxy – Not Set

Port – Not Set

Username – Not Set

Password – Not Set

Server – www.google.com

MMSC – Not Set

MMS proxy – Not Set

MMS port – Not Set

MCC – 405

MNC – 857, 863 या 874

Authentication type – Not Set

APN Protocol – IPv4/IPv6

Note :- jaha-jaha par 'Not Set' likha hai, usko khali rakhe. Kuch nahi bharna hai.


Ab Saari setting ko Save kare or phone ko Restart karke Net Chalaye.. Speed badhegi... 

Meri site pe aane ke liye dhanyabad☺

0 comments:

 
Design by Dinesh Ramrasar | Bloggerized by Free Blogger Templates | hindi tricks