Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2016

Relaince Jio ki Speed kaise badaye(UPTO 20 MBPS)

Hello dosto, Aapka mere blog pe swagat hai.aaj main aapko jio ki speed kaise badate hai uske bare me bataunga.jio company jab launch huyi thi tab uski 4G speed 52 mbps tak napi gayi thi lekin yaha s0eed ab kbps me aa gayi hai iska karan bahut se users h.so dont worry main aapko aaj aisa tarika bataunga jisase aapke jio sim ki speed  20 MBPS tak bad sakti h Jio ki internet speed increase katne ka aasan tarika Aapke phone ki network settings alag hone ki wajah se bhi download speed slow ho sakti hai.. isliye aapko ise change karne ki jarurat hogi.. * Sabse pehle apne phone ki Settings me jakar Network Setting ko select kare.. * Ab Access Point par click karo.. * Yaha aapko Jio 4G dikhega, isko kuch na kare, or * Upar Add par click kare.. ➡ Ab yaha ek form jaisa khulega, Usme yeh Bhare Name : Jio4G APN – jionet APN Type – Default Proxy – Not Set Port – Not Set Username – Not Set Password – Not Set Server – www.google.com MMSC – Not Set MMS proxy –...